Dhundta hun mein jisay woh jahan
Dhaltay soraj ke saye mein
Naye zameen aik naya asmaan bhe mil jai
Naye bashar ka nishaan milta nahi
Khada hu kabse mein chehron ke aik jungle mein
Tere chehre sa kuch bhe yahan milta nahi
Naye zameen aik naya asmaan bhe mil jai
Naye bashar ka nishaan milta nahi
Kyun rahon mein pareshaan
Yahan kuch bhe toh mera nahi