Kyun bewajah hoti meri yeh subha
Dhoondhoon main tere nishaan
Tere bina beetein lamha sab mere
Yeh beetein dard sataatin hain
Vaadein kiye huye na poore kabhi
Kya tha likha safar bas itna pyaar ka
Maana saath abh hum nahin
Par khush rahe tu yeh dua meri
Meri na hai tu hota na yeh yakin