LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Toxic Author

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Perabellum
Paisa feko kala khatam
Kaala saaya, aaya venom
Bhaley mere bure karam
Liya janam

Rokna tu chahta par nahi rukunga chahe to godey khol de
Dekhna tu chahta mujhe, ghoor k na dekhiyo hum khopdi kholte

Jhopdi bol k, top nikal k
Tujhe dafa kru yahan se main, kekda kha k
Baagi waali feeling aati beat pe gaa k
Tabhi tere jaise bacche mujhse seekhne aate

Kagaz mene bharey jaise justice order
Toxic author, gaane tere bs sajawat
Aati nahi maut kabhi waqt bata kr
Boondh se badal fatey jaise fatt se sawan

Haram k pille ne studio khol lootey the paise
Pehli recording thi, pehla hi gaana bhai hoti bhi kaise?
Samjhaane bhujaane se matlab hi nahi tha, main ban gaya hutiya
Adat mein nahi, beimaani thi fitrat mein chootey bhi kaise?

Fir khudse bana liya
Khudka hi gaa liya
Himmat jutta k fir
Sabko suna diya

Mere jo waalid ab bhi naraz hote nahi mehfil mein?
Main nai hun qayar, main bhi hun ziddi, wo jante nahi Asli hun rapper main?

Rapper madaari nachaata alfaazo ko apne hisaab se
Rapper ko dukh ghehre hai itne, jalata tezaab se
Rapper to jungali sher hai ghayal bhi to kya? Dhahadega zor se
Meri hai nasihat, jo sacche hai rapper tum sun lena gour se

Call me ARTIFEX
Hath mein tiranga, goli chaati pe
Khawaab kabhi poore hoge, cadillac
Bars mere suqoon dete, Far-D check
Fatey to RDX
Jaley to Xylocain
Khelu to Heavy leg
Bade jo faasley
Hone fir maazrey
Meri to haazri hi kaafi
Kisi se hate nahi zra bhi

Rapper madaari nachaata alfaazo ko apne hisaab se
Rapper ko dukh ghehre hai itne, jalata tezaab se
Rapper to jungali sher hai ghayal bhi to kya? Dhahadega zor se
Meri hai nasihat, jo sacche hai rapper tum sun lena gour se

WRITERS

Mohammad Ansari

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

LyricIQ Analysis

Top Emotion

Anger

Sentiment
Thumbsup IconThumbsdown Icon
Theme

None