Lambi baraatein dulhe na, Gehra samandar, doobe na
Zanzeerey meri tooti na, Taqdeerey meri, footi na
Mujhe zakhmi kr k roondho na
Meri Rooh hi mar gayi, cheero na
Mera qalb, mujhse door hona
Tum bewafa nahi, hoor hona
De dawa nahi, de wajah nahi, de saza nahi, Your honour
Jaaga hun main, so nahi raa
Main Haara hun main, ro nahi raha
Johri ka Ye paisa kha gye, chori ka
Kamaan utha k, teer bana k maarey mene 100 geedad
Khana khila rahe chemical
Sarkaar kama rahi decimal
Baardhaatey ho rahi, terrible
Gumnaam hua wo naam kahi jo maara gaya tha fauji kal
Gandhi Gandhi Gandhi Gandhi Gandhi Gandhi zinda
Noto pe chapayi, kitaabo ki siyaahi zinda
Mene tamasha dekha, Bacchiyaan jala di zinda
Esa takabbur kaisa? Hamza ka dil khaa gayi hinda
Gandhi Gandhi Gandhi Gandhi Gandhi Gandhi zinda
Noto pe chapayi, kitaabo ki siyaahi zinda
Mene tamasha dekha, Bacchiyaan jala di zinda
Esa takabbur kaisa? Hamza ka dil khaa gayi hinda
Afsos Gandhi ab kahi zinda nahi hai
Hua bedagarak, mujhe bhi koi chinta nahi
Jahan banna tha mandir, mandir to ab bhi whi hai
In jahil naujawaano ko, Masjid bhi whi par chaiye