Utha mai late, maine kra ni rest
Thoda sa hai stress but i'm tryin my best
Dekha maine dream with our name
Written down in the walk of fame
I was so sure you'd always stay
Never thought you'd run away
I hate you but i miss your face
Cause now it feels like rainy days yeah
Zikarr nai krta mai tera kisi se
Connection nai banta ab mera kisi se
Aankho se aansu hai aajate
Sochta hu jab mai tere baare mei
Now i'm pouring rain drops
Cause i'm really feeling soft
Yuhi nai chalti hai rahe meri
Mujhe yaade teri sadaa tanha kre
Kuch missing hai, it's a part of me
Dil pehle hi lost, ab bna hu numb
Feelings ko dabaa ke kr rha hu fun
Pr ye landing hai rough, Ima thug it out
Samajh nai aara mai kaha ko jaara hu
Pichli ye baato ko aaj bta raha hu
Gaane gaane mei ye dard barsa raha hu
Puche koi ab to bas theek bta raha hu
Gaadi mei baitha mai joint jala rha hu
Roof pe jaa kr mai track bna rha hu
Scene mei aakr mai aag lga rha hu
Feel mei aake do aur bna rha hu
Mujhe nai pta mai kaha pe
Mujhe nai pta mai kaha pe
Pta nai chala mai baato hi baato mei
Din mere kat'te nai theek se
Raato mei neend mujhe aati nai
Gussa nai chehre pe mere ye
Na baate, na hassi ab aati nai
Khaati mujhe ab vo yaade nai
Pr awaaze mujhe kuch sataati hai
Iraade mere ab vo khaas nai
Bharose mei kami reh jaati hai
Khaati hai mujhe khaamoshi vo
Chehre pe mere jo bilkul bhi dikhti nai
Fitrat bana li hai dard chupaane ki
Koshish bhi kru toh milti nai
Aksar nai hota pr kal ki hi baat hai
Chup tha mai call pe ma ke saath mei
Pucha jab ma ne mere kya haal hai
Bola bas theek hu ma tu mere paas hai
Mujhe nai pta mai kaha pe
Mujhe nai pta mai kaha pe
Pta nai chala mai baato hi baato mei
Utha mai late, maine kra ni rest
Thoda sa hai stress but i'm tryin my best
Dekha maine dream with our name
Written down in the walk of fame
I was so sure you'd always stay
Never thought you'd run away
I hate you but i miss your face
Cause now it feels like rainy days yeah