Kehna na chahu par halato mai ho gaya laapta
Saalon se saath par lagta hai jaise mein kal hi mila
Peeta naa rum par tere yu jaane ke gham ka nasha

Han Ab vo peenth peeche baat kare
Mai bhi yaad karu chup rehta saamne se
Maine seekha yahan vaade tode jaate
Afsos apne hote ni kisika haath thaamne se
Jaan deke saabit hona kuch bhi nahi
Faasle de shaanti par khush bhi nahi
Jo lada karte dono chotti chotti baato pe
Mudke dekha itna bada to mudda yahan kuch bhi nahi
Ab bas kabhi kisso me jo nikle teri baat
Mai bhi has ke taal du sochke Tu saath
Shaayad na mere par kisi aur ke pyaar me Tu chur to mai raat ko dost banaata jaam
Aur likhu ye shaayari jeet ki haar ke gum me
Kehne ko sab par durr kyu aaj mai sabse
Kal tak jo saath me hote charche
Aaj bas khairiyat me sunta teri khabre
Maanu sharte par sharto ka mol kya ye
Panne jaante hai aansuo ka mol kya
Jazbaato ki keemat pe log lagaate sharte
Anjaan is baat se jazbaat ka mol kya
Tasweerein jeeta jab bhi yaade deti saath na
Ojhal hote khwaab jab bhi peeta puri raat haan
Paalu na mai bair le teri khushi ki kaamna
Mai shaayari samete le banaata apna karwaan
Kehna na chahu par halato mai ho gaya laapta
Saalon se saath par lagta hai jaise mein kal hi mila
Peeta naa rum par tere yu jaane ke gham ka nasha
Kehna na chahu par halato mai ho gaya laapta
Saalon se saath par lagta hai jaise mein kal hi mila
Peeta naa rum par tere yu jaane ke gham ka nasha
Tune tode waade maine tode niyam kuch
Jawab manga par unseen rakhe DM kuch
Teri yaadein meri kalam chale saath saath fir bhi
Mere chehre ki hasi aaj nahi hai khush
Ye hai mera aakhiri alvida
Kaafi sawaalo ka naa abhi tak koi hal mila
Shayad kare honge maine ache karm kabhi
Unhi karmo ka aaj mujhe aisa phal mila
Tere chehre ki hasi thi jaroori
Tabhi khud ki khushi ka gala maine ghot diya
Kash maine kheeche toh kara mehsus tere
Dikkat toh aayegi aage bhi
Par is baari mujhe kehna hai kya?