Tu hai meray dil mai ab bhi
Kyun lagti tu phir mujh se dur si?
Kya mai hun teray dil mai ab bhi?
Tu kehti nahi, itni dur si
Log humain daikhain, unn ki jalti
Woh humain daikhain, unn ki sarti
Hamari kahan nahi chalti?
Saza mai ne apnay utay kar di
Teray liyay waqt ki kami hi nahi
Tu hai meray dil mai ab bhi
Kyun lagti tu phir mujh se dur si?
Kya mai hun teray dil mai ab bhi?
Tu kehti nahi, itni dur si
Log humain daikhain, unn ki jalti
Woh humain daikhain, unn ki sarti
Hamari kahan nahi chalti?
Tu hai meray dil mai ab bhi
Kyun lagti tu phir mujh se dur si?
Kya mai hun teray dil mai ab bhi?
Tu kehti nahi, itni dur si
Log humain daikhain, unn ki jalti
Woh humain daikhain, unn ki sarti
Hamari kahan nahi chalti?