LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Dilruba

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Aye Dilruba Aye Dilruba Aye Dilruba

Aye Dilruba, ab kya hi likhun
Jo deikhta tha tujhko aj ghoomta awargi main yun

Jo Khoya tujhko, to paa lya khudko
Ab beithtoon aam logoon main bhi main itna khaas hoke yun

Kya itna khaas hun, Jo tere paas hun
Manchala main sarr phira
Ab to khud ki bhi kam sunun

Main ab jahaan, Tu wahaan nhi
Teri ankhein ye farebi
Jaana inmein ab mein kya hi deikhun

Tu lagti khuwaab si, haqeeqat kya hi thi
Seikha hai mene yun
Khatayein kha kar hee

Oo Apsara
Aye kehkashan
Aashiqui hai achi agr do tarfa ho guftugo

Aye Dilruba ab kya hi likhun
Jo deikhta tha tujhko
Aj ghoomta awargi main yun

WRITERS

Usama Chohan

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other