LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

""fan de su relación""

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Dhoondha tujhe maine
Baahon mein raahon mein
Tu na kahin par mila

Jaage mein jaage na
Soye mein soye na
Tune yeh kya kar diya

Kaisi hai yeh Dooriyaan
Kaisi hai yeh dooriyan
Kaisi hai yeh dooriyan
Kaisi hai yeh dooriyan

Meri nazar se jo
Rangi thi raahein wo
Berang lagne lagi

Karti thi baatein jo
Tujhse wo saye se
Tere hi karne lagi

Kaisi hai yeh dooriyan
Kaisi hai yeh dooriyan
Kaisi hai yeh dooriyan
Kaisi hai yeh dooriyan

Zidd hai yeh kaisi teri
Pal bhar ki doori
Bhi ab sahi jaaye na

Tere saath jo pal bitaaye
Wo yaad aaye
Chain ab kahin paaye na

Zidd hai yeh kaisi teri
Pal bhar ki doori
Bhi ab sahi jaaye na

Tere saath jo pal bitaaye
Wo yaad aaye
Chain ab kahin paaye na

Tu kahan hai
Main yahan hun
Poochta hun
yeh kaisi dooriyaan

Maine likhi thi wo
Yeh shayari thi
Ki tu aur main ek rang

Feeka tha shayar
Usi ki tarah har
Wo rang rahe na jo sang

Kaisi hai yeh dooriyan
Kaisi hai yeh dooriyan
Kaisi hai yeh dooriyan
Kaisi hai yeh dooriyan

Aanhon mein haaye hai
Dard dabaayein hai
palkon mein aansoon nahi

Dikhe hai har pal jo
yahan wahan kya wo
Tu hi hai yaa tu nahi

Kaisi hai yeh dooriyan
Kaisi hai yeh dooriyan
Kaisi hai yeh dooriyan
Kaisi hai yeh dooriyan

Dooriyan....

WRITERS

Camila Noelia Ibañez, Trinidad den Toom

PUBLISHERS

Lyrics © Warner Chappell Music, Inc.

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

LyricIQ Analysis

Top Emotion

Sadness

Sentiment
Thumbsup IconThumbsup Icon
Theme

None