Yeh kadam na rokna, yeh mera paighaam hai
Jo teri hai manzilien, wo teri mashaal hai
Khwaaja tere sang hai, khwaashein patang hai
Qaafirana yeh safar, rahatein anjaan hai
Likhe aaj likhe moh se, bandha yeh zafar tha
Choote na re Bandeya, tera jo safar tha
Dil ke khwaaisho ko chune, hove tu paraya
Bismillah ke darr pe koi hove na paraya
Tode apne zanjeerane, dil ki tu karange
Befikrana hove jaaye dil ke yeh fasane
Khudgarzi se bandhe jaaye, lamhe hai viraane
Aatisho mein lipte hue apne yeh iraade
Khaamosh kyu hai, tode bandishein
Dil hai tera, kar tu faisalein
Khuda bhi likhe de, unki taqdeerein
Jo paar karde, saari aaftein
Bezubaan sa mann, iski nayi yeh dhun
Bahoon ko khole sunke dekho na
Khwaabon ko apne azaad kar lo na
Parwaaz ka safar kahin pe chod na dena