Gumsum Hai Yeh Fard Ki Aafsha
In Farebon Se Milta Hai Kya Tujhe
Badlega Kya Kabhi Tu Apni Harkatein
Behrupiye Kahi Baatein Hai Tere Kis Kaam Ki
Jhuti Hai Teri Jo Zaban hi Han Kaam Bhi Har Dafa
Khwahishon Ka Mahal Apne Hathon Se Tujhe Diya
Tofe Me Tune Mujhe Maukaparast Maukaparast Keh Diya
Teri Aah Se Bhardu Tera Jahan
Jab Gardish Ke Ye Taare Honge Jawan
In Farebon Se Milta hai Jo Tujhe
Kardunga Main Teri Poori Saari Hasratein
Behrupiye Kahi Baatein Hai Tere Kis Kaam Ki
Jhuti Hai Teri Jo Zaban hi Han Kaam Bhi Har Dafa
Khwahishon Ka Mahal Apne Hathon Se Tujhe Diya
Tofe Me Tune Mujhe Maukaparast Maukaparast Keh Diya
Maukaparast Zehreela Tera Saya Hai Yahan
Maukaparast Ulfat Ke Ho Sitare Tere Gharq
Maukaparast Kaaton Se Hai Bhara Tera Ye Fard