Raah Tak Te Thak Gayi Hoon
Kasak Ko Apni Mol Rahi Hoon
Kaaye Le Aayo Baadla Tu Dal Baadal Ra Gher
Mai Toone Jad Jaanti Tu Piya Ne Le Aato Her
Kaaye Le Aayo Baadla Tu Dal Baadal Ra Gher
Mai Toone Jad Jaanti Tu Piya Ne Le Aato Her
Likh Likh Patiyan Tham Gayi the Leenhi Na Sudh Mhari
Din Barkha Ra Ghana Satave Mhane Oriyo Ave Thaari
Saajan Ye Mat Jaaniyo Ke Tum Bichhadat Mohe Chain
Aali Banki Laakdi Sulgu Mai Din Rain
Saat Samundar Thaam Laaya Raahien Raahon Me Chhod Nachaya
Bin Uske Bas Toot Rahi Hoon Khud Ki Birha Tol Rahi Hoon
Mit Gayi Raina Chhin Gayi Maaya
Saajan Ye Mat Jaaniyo Ke Tum Bichhadat Mohe Chain
Aali Banki Laakdi Sulgu Mai Din Rain
Din Barkha Ro Nahi Beete Mharo