Baby, aaj mujhe tujhse saari baate kholni hai
Jo kabhi bolne ki himmat na kar paaya,
Woh mujhe iss gaane k zariye bolni hai
Mujhpe kabhi toh vish-vaas kar
Tujhko haatho se khaana khilana
Tujhko foolo ki maala pehnana
Tujhko gulabi lehenga pehnana
Tujhko heere ka haar dilana
Tujhko haatho se khaana khilana
Tujhko foolo ki maala pehnana
Tujhko gulabi lehenga pehnana
Tujhko heere ka haar dilana
Tera bachpana lage mujhe bohot zyada pyaara
Tere jab aasu nikle, lagta mujhe khaara
'Gina har ek pal maine baar-baar' gaara
Ab kya bolu, tere pyaar ka jaadu hai bohot jaada
Yeh seedha insaan usse bahaar na aa paara
Jab offline tu toh mera dil mujhe moments hi dikhara
Mai iss baat ka jawaab deta ki tu meri saas hai
Tu mujhe jawaab de kya mai tere liye khaas bhi hai?
I know tu mujhe aaj bhi faasri hai
Mere liye kya tu kaapri hai?
Ya fir merpe love bombing dhaap ri hai?
Mujhe support krri ya ulta mujhpe khaasri hai?
Ya fir meri aukat ko tu naapri hai?
Baby, aaj mujhe tujhse saari baate kholni hai
Jo kabhi bolne ki himmat na kar paaya
Woh mujhe iss gaane k zariye bolni hai
Mujhpe kabhi toh vish-vaas kar
Merme bohot saara pyaar aur doubts hai
Fir bhi khush hu ki tu aaj bhi mere pass hi hai
(Mai khush hu ki tu mere pass hi hai)