Swarg me jeera q ki duniya se pareshaan
Sakoon yaha pe aur na koi kaam
Kiya jo bhala wo kiya upar wale ne
Niche baithe wale toh sirf krte the araam
Haa aaj bhi banata hu apne aap pe gaane
Nhi sunta mai duniya k bahane
(Nhi sunta mai duniya k bahane)
Neend nhi aati mujhe raat ko
Dinn me sota, duniya kraant ho
Girr k uth ta banane mujhe laakho
Ohh-Ohh, banane mujhe laakho, Ohh-Ohh
Kabaristan me hai kabar kabar
(Kabaristan me hai kabar kabar)
Aakhir aana hai inko ya laut k
Allah ki nazar se koi na bachte
Paapi hai saare ye bhadwe
Aakhir aana hai inko ya laut k
Allah ki nazar se koi na bachte
Paapi hai saare ye bhadwe
Haa, aashirvaad mujhpe Allah ka
Ye bhadwe bann gye raakh na
Loag bolte pyaar hai unko
Wo sab krenge tumara khaatma
Haa, aashirvaad mujhpe Allah ka
Ye bhadwe bann gye raakh na
Loag bolte pyaar hai unko,
Wo sab krenge tumara khaatma
Wo sab krenge tumara khaatma
Wo sab krenge tumara khaatma
Wo sab krenge tumara khaatma
Ye sab hai ni koi pyaar na