Roz sapne mein tu he aati
Blush karta jab dekh k tu jati
Bholi shakal par dimaag se tu shaatir
Diya sab kuch chod sirf tere khaatir
Chahta hu reh tu meri life mein jaise taise
God le hamare saare faiysle
Pyaar k roopn mein mujhse tax le
(Tu mujhse tax le pyaar k roopn mein)
Sochta hu return miley ya nahi
Sochta hu kya kiya sab maine sahi
Doh saal se atka mai tere thoughts mein wahi
Doh saal se intezaar mein hu mai yahi
Mai he jaanta hu kitna tujhse pyaar hain
Kab samjhegi tu isi baat ka intezaar hain
Tere liye toh puri duniya paar hain
Tere liye toh dil mein chambers chaar hain