Busy ho gaya mai saapno ko paane mei
Kaand itne kare ki aaj baitha hu mai thaane mei
Duniya ne banaya mujhe itna bura
Ki lagta jo bhi accha hua
Cigarette mai fooku dus maale par
Jab le jaata hu usey mai khaane par
Chal beta tu ab bahane bhar
Insecure itne ki chale dusro k ishaare par
Chaahe zindagi mei ho uske chaar hi pal
Nai karunga kisiko mai feat (feature)
Hip-Hop mei meri hai jeet
Soh jaao tum saare bichha k ek sheet
Nashte aur supper mei khaata mai weed
Sunta ni kisse, TEER banda hai dheet
Gussa aane par maarta hai eeth
Ishvar taq tumari banaunga mai seedi
Teri bandi ko na ho koi dikkat
Isliye nikkar hai meri bohot dheeli
Chutiye, mai hu Shakespear
Gaano mei on ho jaata hai mera max tier
Gaane se pehle bottle khulti of beer
$2000 and mai bann jaata hu bear
Sambhal k rehna meethe, mere dear
Warna fastest mode mei aaunga
Jab change karunga mai gear
Ukhaad k fek dunga logo ki cells ki layer