Flight mode taki me udu sky me high
Jada se juda na heart to heart baate
Ban meri tu ride or die koyal si mithi
Loyal nhi hai tho dur se hii duri rakhu
Rista dil se kam deal se jada
Pasina bahau me meal se jada
Aur sota nhi hu me nind se jada
Aur deta na kuch me seen se jada
Kya bolu tujhe affem se Jada
Sapna tuta jb me nind se Jaga
Aur dream kii baate me nind me bhaga
Tb signal na mera ab green pe jada
Gun aur run tere man ki hai choice
Fun aur rum mujhe dhan ki hai choice
Ladki aur Sucess krti hai noise
Reach se me far jaise me Royce
Tbhi tho yaado me jalte hai boys
Saath me haste akele me darte
Lalach kroge tho buri bala
Suur e na kisi ke dum pe bana
Rakha tha apno se duri bana
Me jala fir jaake daal gala
Jo bada bana aur diya salah
Jaan na lete ab teri addah
Tbhi na rakhu me sar pe chadha
Me paidal chala tho tera kya jala
Na kuch manga tha na haath badha
Na tujhse baat tana q kasha
Bhale me milo hu chappal ko ghisa
Sant tho fika bolu tho thikha
Likhu tho cash dekh tu shisha
Mera tho game badlega disha
Teri thali hai khali aur baat niral
Aur log de taali tho lagu mawali
Aur roti rumali hai plate me
Izzat ki pet me jaate na date pe
Kai mere wait me kai kre hate be
Kai mere state se kai mere friend the
Chalte na Trend pe khade hai end pe
Bhai saare brand nasha ye Trend pe
Ghumenge range me woh v hum benz me
Jalenge log tho pdenge dent be
Hum jinke gate pe woh kal gate pe
Krnge wait bolnge rate aainge late se
Gadho se kru na race bada me tez
Pasand hai craze gaano me bass
Thora sa cash kru me aishhh
Gaano se pyr lutu me khub
Kaano me ghum kru me boom
Jalega Jhaat bahega khoon
Teri me bhukh mitaunga soon