Na yun batiya bnao na ye ankhiyan dikhao
Hum to gir he gaye pyar me
Tumpe marne lage hain pyar karne lage hain
Ankhiyan farebi ka yun jaal bichake
Sakhiyon ko teri kaise kaise manaike
Galiyon me teri din ratiya bitaike
Tere daras ko he bas ankhiyan lagaike
Tum aise bnao na batiyan piya
Kaise katu main janu han ratiya piya
Bas tujhpe lagai hain ankhiyan piya