LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Aas Na Todo Aye Ali Akbar

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Saath na chodo, cas na todo, aey mere beta aye cli ckbar
Tumse bichad kar jeena nhi hai mujhko gawara aye ali akbar

Peeri main mere laal yeh dil tod rahe ho
cb kiske sahare pe hume chod rahe ho
Saath na chodo.

jisko muqaddar ne diya daag pisar ka
Uski kamar tod gaya daag pisar ka
Maut ki khaatir hai qaza daag pisar ka
Dil pe hamare deke na jao daag yeh gehra aye ali akbar

Baap ki dhadkan main basa hota hai beta
Baap ki aankhon ki ziya hota hai beta
Baap ki peeri ka asaa hota hai beta
Bichde jo beta khaak hai samjho baap ki duniya aye ali akbar

Hoti hai har baap ke dil main yeh tamannah
Mere janaze ko uthaye mera beta
Lakhte jigar mera bhi armaan yahi tha
Kaandhe pe apne leke chalo tum mera janaza aye ali akbar

cchi tarah tujhko khabar hai mere jaani
Tu hai meri jaan mere yusuf e sani
Khaak me mil jayegi gar teri jawani
Tu hi bata de tera yeh baba kese jiyega aye ali akbar

Noor e nazar lakhte jigar akbare zeeshanTeri jawani pe meri jaan ho qurban (2)
Baap hu dil main hai mere bhi kayi armaan
Khwaab hai mera baandhu main tere maathe pe sehra aye ali akbar

calam e gurbat main yaha kon mera hai
Daag baradar ka mujhe tod gaya hai
Meri qamar toot chuki tumko pata hai
Boodhe padar se kese uthega lasha jawan ka aye ali akbar

Ran main nadeem aeliya hangaam tha barpa
Noore nazar khaak pe dum tod raha tha
Baap ki nazron main tha gurbat ka andhera
Kehte the maula meri qaza hai tumse bichadna aye ali akbar

Saath na chodo aas na todo aey mere beta aye ali akbar.

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS, Sentric Music

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other