Woh bhi taaro mein kahin basi hai
Uske paas mein kyun kheecha jaau
Chaand taare uske sang sabhi
Phir bhi duniya luta chala hoon mein
Aur thodi si khusi ke liye
Mein apna sab kuch gawah chuka hoon mein
Teri aankho se dekha mein
Meri aankho se dikhta tha
Yahan hum bhi hai tum bhi ho
Tu kinare baithi, kyun doobta jaaun mein
Tujhe kehna hai kuch lekin kehna kuch paaun mein
Tujhe dekh ke subhe se shaam kho jaaun mein
Teri yaadon ke takiye mein sapne sajun mein