Abb chain waali needh nhi raaton mein kabhi
Kyun ki raat mein dabaye maine baatein an kahin
Inke baaton se mein ruthe khaali glass mein bharu
Ussi glass mein dabaye maine haatse kaein
Mein inko bolna kuch chahun
Yeh kuch sunn nhi paatein
Phir bhi sunya hai raatein
Aage badh gya mein unse pichha chodke
Maine crush kara grind saare taane mod ke
Avi naam mera dekho log scrap bolte
Aaja saath mere dekh kaise ganne bolte
Mein groove karta gya yeh gaane bante gye
Dil ke tukde jodte the yeh saare todte gye
Phir bhi nhi thaka yahan maine choda nhi aas kabhi
Dekha nhi raat yahan, dekha nhi saath kabhi
Uski baaton ki yaadon mein
Thode paagalon ke saath diye
Thodi khud ki sunna, khud ki sunna
Plate mein khaana joote chunna
Jeb mein rakhe iphone ghume