LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Betab

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Betab hun teri yadon me
Jo na mil paye tum esi raaton mein
Jin raton me chand tera aur mera rah takta tha
Jin raaton mein do aankhen ek chehre ko tarasta tha
Betab hun me us chehre ko
Jo samjha nahi raz gehre ko
Baat koi haan chhupi thi han chhupti thi teri nigahon me
Raaj koi, dard koi, ya khwaish thi teri baaton me
Betab hun un baaton ko, Jo sone na di mujhe raaton ko
Baatain kai to karta jamana
Humko hai bus pyar nibhana
Tumko bus mera sath nibhana
Dekh lenge hum ye jamana
Tere saare gham me le lu
Tujhko khushiyon se me bhar du
Chand ke iss taraf kya
Uske paar me chalun
Tere khwabon ka aashiyan me bana du
Kisi aur ko na me uss me panah du
Iss jamane ko aage tere jhuka du
Betab hun tujhe milne ko
Raha dekh raha din khilne ko
Jis din me ye sitara, tera mera raah takta hai
Jis din me sab aankhen ek chehre ko tarasta hai
Betab hun tujhe pane ko
Tu aana iss dafa fir na jane ko
Betab hun tujhe pane ko
Tu aana iss dafa fir na jane ko

WRITERS

Saurav Chaudhary

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

LyricIQ Analysis

Top Emotion

Sadness

Sentiment
Thumbsup IconThumbsdown Icon
Theme

None