Mujhe chodke na jana kahi
Din raat bhaagu khud se hi
Mujhe chodke na jana kahi
Din raat bhaagu khud se hi
Toh likhi kahani badal diye mere
Kalam se hum likhte savere
Dua karo kabhi aaye sukoon aur khushi
Badnaseeb thehre hun galat
Lad jahan thehre hum kabar
Mujhe chodke na jana kahi
Din raat bhaagu khud se hi
Mujhe chodke na jana kahi
Din raat bhaagu khud se hi
Bhai mai talab aur aag thi
Meethi jubaani bhi kaat di
Sar na jhukau mai kisi ke aage
Aehsaano ki kimat hai jaan ki
Banuga khud se aehsaas bhi
Sach ke taraju mai duniya ko tolu
Dua karo kabhi aaye sukoon aur khushi
Mujhe chodke na jana kahi
Din raat bhaagu khud se hi
Mujhe chodke na jana kahi
Din raat bhaagu khud se hi