LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Sitaray

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Khoya to tha ain
Tha mera bas ek khayal
Main tha aur meri
Woh aas

Soya na tha main
Tha bas ek khwab
Main tha aur na koi
Meray pass

Bikhra yoon woh khaab
Main nay jo socha tha
Dekha jo aasman

Banay tum he sitaray meray
Iraday tum pe haray

Huwa roshan har rasta
Meri zindagi ka
Teray aanay ke baad

Tum he ho woh hosla
Main ne na socha tha
Ho gay tum meri kainaat

Tum he to to sitaray meray
Andheron main ujalay
Tum he to ho sitaray meray
Andheron main ujalay

WRITERS

Sarmad Ghafoor

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

LyricIQ Analysis

Top Emotion

Enjoyment

Sentiment
Thumbsup IconThumbsup Icon
Theme

Gender identity and Sexual Orientation