Waqt ke saath hi gum kahin hua
Nazron se door haqeeqat hai
Paas mein jo yaadein hain
Kaagazon mein likha tha kya
Waqt ke saath hi gum kahin hua
Waqt ke saath kyun gum woh ho gaya
Baarishein ab baar baar hone lagi
Ya ye nami kahin meri aankhon mein hai basi
Raaston mein kho gaya main khwahishein dabi
Jo pehle kaanon mein goonjti thi kahan hai woh hasi
Waqt ke saath hi gum kahin hua
Waqt ke saath hi gum kahin hua