LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Qafir

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Agar main chaahun
Jannaton ko
Saath dega iraada mera?
Doori bhaaye
Na mere mann ko
Toda khud se kyun vaadaa?
Sochein mujhse meri door ho gayi
Haalaaton se majboor ho gayi
Tarkeebon ke bina
Qafir sa kyun fira
Karna chaahun
Khud ki parwaah
Saath dega iraada mera?
Kaise khud ke hi baaton ke
Andheron mein dhoondhun sawera?
Kaash na hota
Un logon ki tarah jo duniya ko dekhte aise
Khud ke hi jawaabon pe sawaal karke
Mann door le jaaye kahin aise
Manzil mujhse meri door ho gayi
Saath thi jo ummeedein bhi choor ho gayi
Taareefon ke bina
Qafir sa kyun fir?

WRITERS

Sankalp Sharma

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other