LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Musafir

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
O
Re musafir
Tu khud bhi kahin ka nahin hai
O
Re musafir
Tere pass mere liye
Kuchh bhi nahin hai
Andheron mein
Main bhi hun
Teri battiyon mein bhi
Roshni nahin hai
Sitaaron ke intezaar mein
Tu bhi hai
Din mein teri bhi kat ti
Nahin hai
O
Re musafir
Thamja
Zara aas paas dekh
Kya ye teri zameen hai
O
Re musafir
Rukja
Zara aas paas dekh
Kya ye teri apni hai
O
Re musafir
Meri saansein band jahan
Ab tu wahin hai
O
Re musafir
Kya teri aadaton mein
Ab meri kami hai
Mausam mere bhi badal gaye
Kya teri sooratein bhi
Ab woh nahin hain
Kitne hi kadam nikal gaye
Par tere jooton ki chhaap
Ab bhi yahin hai
O
Re musafir
Thamja
Zara aas paas dekh
Kya ye teri zameen hai
O
Re musafir
Rukja
Zara aas paas dekh
Kya ye teri apni hai

WRITERS

Sankalp Sharma

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other