Raha galiyon mein ghoomta
Jo jhooth pe bana nahi hai
Woh tha patangon ka quila
Bheja tha tune mujhko jahan se uss waqt
Ruka wahin pe hai samay mera
Kareeb main kareeb tu wahin the uss pal
Ruka jahan pe hai ye dil mera
Baajuein bhi khaali ab lagne lagi
Ummeed bhi kahin nahin bachi
Kahaaniyan ye kaisi thi jo chal toh padi par
Beech mein hi par thakne lagi