Main nahin hun jo bhi main kehta hun
Insaan galat thoda jazbaaton mein behta hun
Khud ke saath hi main galat karta hun
Khud jhootha doosron mein farak karta hun
Mere haath mein meri kismat nahi hai
Beete kal ki koi harkat nahi hai
Udte firte jahan pe saare
Uss jahaan ki barkat nahi hai
Baaton mein poora sach bhi nahi hai
Gusse pe mera bas bhi nahi hai
Aage se do tamaache maaroon
Haathon mein utna dum bhi nahi hai
Main nahin hun jo bhi main kehta hun
Insaan galat thoda jazbaaton mein behta hun
Khud ke saath hi main galat karta hun
Main nahin hun jo bhi main kehta hun
Baitha khaali bolke main vella nahi
Kaam kyunki jitne kare kuchh bhi mila nahi
Waise toh araam se so raha
Dekha dhang ka sapna nahi
Subah mein bhi aankh band
Jaaga hi nahi toh kya darr hai
Baaki sab chup chaap hi pasand hain
Khud bolta chillaakar main
Mere haath mein meri kismat nahi hai
Beete kal ki koi harkat nahi hai
Udte firte jahan pe saare
Uss jahaan ki barkat nahi hai
Baaton mein poora sach bhi nahi hai
Gusse pe mera bas bhi nahi hai
Aage se do tamaache maaroon
Haathon mein utna dum bhi nahi hai
Main nahin hun jo bhi main kehta hun
Insaan galat thoda jazbaaton mein behta hun
Khud ke saath hi main galat karta hun
Khud bolta chillaakar main