Sooraj oogta woh dalta bhi
Kabhi khamoshi toh kabhi charcha bhi hai
Kabhi khush toh kabhi tarsati hai
Mujhe pata hai zindagi kya kya batati hai
Mere haath mai tha pehle tha kitaab
Pehle mai ladka tha masoom
School jaana mujhe pasand nai tha
Panno pe mere homework likha hi nai tha
Maine bola ma'am mujhe maaf karo
Chod do mujhe mere haal pe
Mujhe pucha kya banna chahte ho
Maine bola mujhe nai pata
I Aint saying I'm all clean
I'm just a man who's not been me
Bas Hogaya Mujhe Yeh sab Kehke
Angreji Mai rap hum Pelle
Log jo Soche hum Woh Karke Bethe
Mehnat, woh toh hum karke rehte
Insaan se hota hai insaan
Tu kya fuck karega career
Ameer se ameeri nahi karta
8 ghante neend 16 ghante kaam
Mujhse dhuri firbhi lete mera naam
Pathar pe pathar pe pathar
Kankar se badbad se halchal
Yeh karte jaake drugs wugs