LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

N U L L

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Baatein vo saari baatein thi jhhuthi na jane kyu
Unse umeedien laga hum bethe
Vaadein vo saare vaadein the jhhuthe na jane kyu
Yakeen kar khwaab hum saja yun bethe

Bande hote the khudse khush hum
Apni dhun mai aur naa saare ye the gum
Pr kya pata tha kisi ki aankhon ki nami dur karne ye hai hoti rakam
Manmaani vaale hum
Naa jaane vo kaisi majburi thi
Gulaami manzoor hone lagi aankhon k uske vo noor ki thi
Vo kehti mehsoos thi krti sukoon vo meri maujudgi se
Par hai kai saboot jab chahiye tha pyaar hume vo dur hi the
Kho baithe jis shaks k liye hum khudko ab vahi na thehra hai
Badli vo kuch is tarah ab khaalipan se rishta gehra hai
Shayad vo bhul gai pr is dil me yaadon ka basera hai aur
Taaro ko dekh ye raatein guzarrti na pata kab hota savera hai
Hasrate tere liye bas thi meri do
Aur vo bhi puri kabhi hogi nai
Ulfat milni mujhe teri to dur
Nafrat bhi tujhse kyu hoti nai?
Hua jo rishta khatam ab vakai me dikhti hai khush tu
Par teri mutabik hamesha sirf hum iske gunehgar kyu
Asliyat tu bhi jaanti tu wafadaar nai
Aur krne hai kai sawaal tujhse pr sabse pehla teri yaadein wafaadaar kyu?

Baatein vo saari baatein thi jhhuthi na jane kyu
Unse umeedien laga hum bethe
Vaadein vo saare vaadein the jhhuthe na jane kyu
Yakeen kar khwaab hum saja yun bethe

Baatein bhi juthi aur vaadein bhi par gaano mein liokhi vo yaadein ni
Mein tod du naam pe teri iss nok ko samjna akhri sanse ye shayar ki
Dil k itne tukde k koi aaye uthane to kach se lagte hai
Afsano mein tera hi naam to ye kya saval kyu log aapse jalte
Ab bas thodi memories some Hennesy aur ye broken heart
Hoga sab thik meh kehta hu khudko but I dont know where to start
And trust is like a sand castle I keep building but it falls apart
Hota beeta vakt agar vaapas to bina soche I would skip to your part
Tu guzarta kaal naa hath mein ata
Pakdna chahu par fisal hi jata
Khawab aur hakikat mein farak naa zyada
Par un dono k bich mein tu nazar ata
Tu nazar ata
Jane kyu tu nazar ata
Tu nazar aata
Jane kyu
I swear 8 pegs down uss raat mujhe mera naam yaad nai,
Meh madhoshi mein dekhu andhera to dikha mujhe usme tera akaar kahi
Suni ye suro ki nazakat teri muskan se zyada hai nai
To kho diya khudko andehere mein soch k shayad hum milenge vahin

Baatein vo saari baatein thi jhhuthi na jane kyu
Unse umeedien laga hum bethe
Vaadein vo saare vaadein the jhhuthe na jane kyu
Yakeen kar khwaab hum saja yun bethe

WRITERS

Digvijay Karadia, Nilay Patel

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other