Roz subh sham, chalu leke tera naam
Kala lage keemati pr lge nhi daam
Halato k raja, kismato k h gulam
Tumhe sch psnd h to aake suno mera kaam
Yeah, RealTalk ye zamana poora jaali h
Presaan hu m, tbhi muh p gali h
Likhe nhi mne gaane in majboorio se
Majboot hoke legacy bnani h
Sapne dekhe bde, unke rsto m jo khde
Unse mila mujhe sabak, kafi lmbi hogi sadak
Jimmedarion ka bojh, or gharwale khate noch
Mne Sapna chuna mera, syd yhi mera dosh (Mera dosh)
M ek shayar hu jo zamane se baghi h (Haan)
Inka mujhse kuch nhi pr mera inse baaki h
Phle din se hi mile mujhe taane bohot
M taare gin k sochu kya haseen hogi meri maut? (Meri maut)
Taaro se bhi mne baate ki h sau dafa
Hr ghadi m khudkhusi ki bujdili se joojhta
Kse hota h akele sb kuch sehna
Khne ko tum sath, pr mehaj vo bs kehna (Vo bs kehna)
Lena dena mera kuch nhi Zamane se ab (Kuch nhi)
Dhyaan dena hoga mujhe thoda kuch kmaane p (Paisa)
Srf baato se hi chle nhi ghar mera
Shauk to fr shauk h kya khayega tu kal beta?
Gaane diye lagatar crack ki algorithm
Jaan dalu gano m ye melody or ye rhythm
Ye krte rhenge tease but I don't really fuck with' em
Or chahiye mujhe peace, sunu bella, silu ye jakham!
Vo dete h sitam m duaye deta hu
Aankhe bnd kro to bhi m dikhayi deta hu
Unhe hr ghadi ab m sunaayi deta hu
Mujhe sunne valo ko hi m kamayi kehta hu
Kuch log aake bole mujhe bohot aage jaaoge
Or kuch aake puche mujse paise kb kmaoge
Ab farak saaf nazar aata mujhe inki soch m
Ek dekhe mera talent or ek tole mujhe job se
Ab ky hi kru, kha jau, bhagu inke khauff se?
M mrke vaps aaya mujhe dr ni lgta maut se
Ab kse tum yakeen mera tod doge mujse
Mujhe khuda ne bachaya or milaya hip-hop se