Dekho mudde ki baat ye nahi hai ki
Kisne kisko kaise kya kya kaha hai
Ye sach ya nahin hai ya ek
Galatfehmi hai iska kya baitha koi gawah hai
Jawan hai khoon to kya jhat se jala doge
Ye khoon hai beta sirf dikhta ye paani hai
Gali to sabke hi muh pe zubaani hai
Aari dhwani to fir sabko dabani hai
Abey chup kar soda thoda kam kar
Jaise gand pe lage hai ek hunter
Seene me khanjar andar hi andar
Nach bhi raha hun jaise mai bandar
Your facts are a hit or miss
Sab rok ke khade hai jaisa toota koi band
Paani aara bhot sara bhar kar
Jal kar hua rakh bhoot kaal uhh present future
To tu rona dhona band kar
Truth ye hai is sade hue waqt me lagi padi hai
Yaha sabki abtak jabatak nahi mile haath
Nahi judey khwaab nahi honge badli halaat tabtak
Khule ghume aasteeno ke saanp
Karte karte koode kue me saare ye bandar ya