LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Dil Tera

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Le sun baatein jo ab tak na keh saka
Pehle din se ho mere dil na keh saka
Aankho se jab mili thi ye ankhein us dafa
Fir kabhi ha chain se ye dil Na reh saka
Kho gya kho gya
Un aankho mei mai tab se
Ho gya ho gya
Tera fir na hua kisi ka mai
Kho gya kho gya
Un aankho Mei mai tab se
Ho gya ho gya
Bekabu ye dil mera
Ho gya ab se ye dil tera
Ho gya ab se ye dil tera
Ho gya ab se ye dil tera
Ho gya ab se ye dil tera
Tum ho to h khushiyon ka
Aana jana
Tumse hi h khwabo ka
Ye taana baana
Tum jo the paas mei
Mehsoos khud ko kia
Aao jo pass fir se ab
Door nhi jaana
Kho gya kho gya
Teri lambi lambi baaton mei
Ho gya ho gya
Tera fir na hua kisi ka mai
Kho gya kho gya
Us seerat k mai jaadu mei
Ho gya ho gya
Bekabu ye dil mera
Ho gya ab se ye dil tera
Ho gya ab se ye dil tera
Ho gya ab se ye dil tera
Ho gya ab se ye dil tera

WRITERS

Prakash Bhandari

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other