Baad ke baat ki baat na kartu
Mehu jawab bas sawal Na Bantu
Mere pass ye dil me jo hai
Voh Tera hi hai agar sath me chaltu
Kal mein hu ya sirf yado mein rahoon
Khel liya khel dike maidan me
Ab ghum bhi nahi agar kal me na rahoon
Teri aankho ke ishare mein
Mera dil bhi ab bahane de
Teri aankho ke ishare mein
Mera dil bhi ab bahane de
Waqt k sath tu badalti gai
Waqt k sath mei badhta gaya
Likhi kismate ye badalti nahi
Dunya mere piche aur mei tere piche
Kaafi gaane likhe tere liye
Kar ishara sirf tujh pe mei mar mitoon
Agar tu sunti rahe raat sari khoob likhu
Agar samundar hai tu kashtiyon ko doobne du
Agar tu baahon mei ho lamho ko na tut ne du
Teri aankho ke ishare mein
Mera dil bhi ab bahane de
Teri aankho ke ishare mein
Mera dil bhi ab bahane de
Mera Waqt bhi tu mere jazbaat bhi tu
Mere sath fir bhi mere pass ni tu
Aaj bhi hu me to kal bhi hu Tera Bina
To sau bars bhi hu lekin jo maza tere sath
Teri aankho ke ishare mein
Mera dil bhi ab bahane de
Teri aankho ke ishare mein
Mera dil bhi ab bahane de
Teri aankho ke ishare mein
Mera dil bhi ab bahane de
Teri aankho ke ishare mein
Mera dil bhi ab bahane de