Baate shuru Karu me leke sanatan ka naam
Karodo naam par vastav me sirf ek pehchan
Gita ka Shlok Adhyay 2 Aur number 20
Soul is neither born nor does it ever will
Kafi similiar muje baate sari lagti hai
Albert bhi bole energy na kabhi marti hai
Akal pe tale tumhare kabhi na khulege
Science ki baat pauranik kalo se chalti hai
योजनानं सहस्रे द्वे द्वे शते द्वे च योजने
एकेन निमिषार्धेन क्रममाण नमोऽस्तुते
Bola ye shlok karo Google tum ab uper se
Banoge wise jab knowledge mile uper se
Samaj na aaye to aakar mujse Jan Lena
Bewaja kisi ko bhi jutha mat Gyan dena
Salam alaikum mera dil bada me du Salam
Qalam me aag feels like APJ Abdul kalam
Modern hu me still salute to our own culture
Respect D.M.R sabko dilse ab me du Salam
Surah al baqrah do 286 ho sabki care
Meri to baat kya meri to koi aukaat nahi
That's Fair karo Sabki Care
Zariya e Mohabbat pane unki meher
Man ki safai yaha bhagadad to machi hai bohot
Peda to hua tha Tarike leke gyaara but
Chaha peace kabhi nafrat ki na baat ki
Puri wish jab nafrat hi naraz thi
Chada me suli pe tab tumhi log q maun the
Dekha aakho se jab maut ne awaz di
Sabke daam lage sirf hawa hai unpriced
Khola ye khoon par ander se me jami iced
Beta hi dushman apne sage maa baap ka
Din voh dur nahi jab dikhene lage anti christ
Asli chehra chupake dekho
Chapter Matthew verse 24 23
Khatam insaniyat on that I'll agree
Diye maar diye maar diye maar haa
Bolte sach Jaan se diye maar ha
Bolte sach Jaan se diye maar ha
Diye maar diye maar diye maar haa
Bolte sach Jaan se diye maar ha
Bolte sach Jaan se diye maar ha