LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Quote

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Maine sab liya khud kabhi liya nahi udhaar
Gharbaar sambhala liya hai khud ko sudhaar
Chup chaap kaam Karu golmaal ka tushaar
Par khunkhaar mujhsa milega naam toh pukaar
Har ek bar mera ban ne waala quote chhote
Bas b b bak ra ni banunga main GOAT chhote
Thoughts wale notes honge real karle note chhote
Boht chote kha li tabhi badi hai ye soch chhote
Money magnet ye khud hi aate close yeah
Khaali jeb teri toh tu lage bojh
Yaha khaali naam ke hai tere aadhe dost yaar
Noch khana chahte tujhe nahi hosh kya
Zyadatar toh jaali hai
Taali de man me gaali hai
Khali bas hate hai bhari hui
Baaki toh bheje khaali hai
Jalan bhi dil me paali hai
Meethe muh pe ye saali hai
Soch Nepali Aankho si
Kha kar chhed kare thaali me
Chalenge chaale chaalis par
Makkhan se kare maalish ye
Subah ke samay saale saath
Shaam ko karte saazishein
Bhare pade yaha dhokebaaz
Salah bas lena maa ji se
Khud hi ka ban na maalik hai
Kabhi nahi bolna haanji Seth

WRITERS

Panther Brown

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other