Jesa soche tu mai wesa nahi hu
Aa jaau mai yahan sabhi ko pasand
Meri jaan mai insaan pesa nahi hu
Jesa soche tu mai wesa nahi hu
Aa jaau mai yahan sabhi ko pasand
Meri jaan mai insaan pesa nahi hu
Pese pese pese pese ki sb hod me
Mai kya hi bolu kisko mai khud hi usi daur me
Pese fame ki ye lagi esi bhook mujhe
Ana chahta on the top niche sabko chorke
Toddke mai apni sari badhaye
Mjhe khauf na kiska chahe samne koi bhi ajae
Gana jise gana Jo bhi use gane do
Vo khelna chahte games mere sath par ye Jane na
Tera yaar inke games ka designer
Tbhi bekhauf ghumu Kali sdko pe
Gadi me bajake m to amplifier
Sath m patola meri side vali seat pe
Kehti batade tu hai aj ka kya scene boy
Tere alava mjhe kuch na dikhe ab
Baki chor ab tu hi mera dream boy
Han tu hi mera dream boy dream boy
Btade kya h scene boy scene boy
Btade kya h scene boy scene boy
Scene kuch esa ki ye londe kare bate badi
Kisi ke na blood mai hai loyalty
Mai na bethu inke sath inki mehfilo me
Kuki vibe na aati mjhe loyal si
Tbhi rkhu inse kaafi jyaada faasle me
Inki bate nhi hote mere level ki
Hmne krke rkha naak m dm devil ki
Jesa soche tu mai wesa nahi hu
Aa jaau mai yahan sabhi ko pasand
Meri jaan mai insaan pesa nahi hu
Jesa soche tu mai wesa nahi hu
Aa jaau mai yahan sabhi ko pasand
Meri jaan mai insaan pesa nahi hu
Ye 4 din k londe bolte hai khud ko og
Bole haridwar ke hai phle lo suno ji
Inki bateain sunke aajati hai mujhe hasi bhaut
Kaam inka shit or ye talk kareain og
Har kaam mai ye super hai
Or trash inke boofeer hai
Bole studio mai cook kare
Par mila mere jaisa banda inhe kabhi hoga nahi
Kamino ka mai baap or pita mai inka hu ya nahi
Ye jaa ke inse poocho ye turant bolenge khud ko big dog
Or un dogs ka mai owner bhiee
Scen karta mai cleane boy
Chinta ki koi baat hi nai hai
Kuki sath mai mere baitha hai b boy
Kuki neend nahi h raat mai
Jo na ayee kabhi baaz mai
Ye londe sare tez inki catchy hai zubaan
Faltu na bole rakhe zubaan pe lagam
Kyuki seen inka sahi nahi ye chor dete haat
Galat hai ye londe sare galat inke kaand
Jesa soche tu mai wesa nahi hu
Aa jaau mai yahan sabhi ko pasand
Meri jaan mai insaan pesa nahi hu
Jesa soche tu mai wesa nahi hu
Aa jaau mai yahan sabhi ko pasand
Meri jaan mai insaan pesa nahi hu