LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

I Will Go

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
I will Go
Where you go
I will go
Where you go
I will go
Where you go
I will go
Where you
Kya naraz ho
Kaafi wakt ho chuka ab toh
Hafto se dur tune rakha khud ko
Message bhi nahi tune kiya mujko
Tujhe milta sukoon alag hoke
Mujpe bachega hi kya tujko kho ke
Aankho mein nami hui ro ro ke
Agar tu hai wajah toh it's okay
Kaha tha tujshe tu sabse zaruri
Aur sabse zyada dur ho gyi tu hi
Khayalo mein tere rehta gum
Aur itni si baat na samjho tum
Kya ho chuka hai tujhe karti kyu aese
Maine likh diya tere liye pura essay
Aur tu puche bhi na tum ho kaise
Tum jaisa samjho hum nahi hai waise
I will Go
Where you go
I will go
Where you go
I will go
Where you go
I will go
Where you
Jo khud gulab usse kya gulab du
Agar angel rehti jannat mein
Toh phir dharti pe aap kyu
Har pal bas aati hai yaad tu
Treat karu jaise tu ho shehzadi
Tu Jo bole mein kardu aaj hi
Kare sab deserve jo bhi tu chahati
Tu ho sath itna hi kaafi
Aur kisi na bas teri fikar
Meri har ek nas mein tera zikar
Mujhe dard kabool tu chot agar
Tum khawabo mein aati ho aksar
Tujhe kisne banaya itni shiddat se
Tu sabse alag hai in sab se
Aaj kal kahan rehte ho gayab se
Mein hua tera tum mile jabse
Intezaar karu tera rozana
Tere bin din acha hota na
Tujshe alag ho jau mujshe hoga na
Tere siwa koi aur maine socha na
Intezaar karu tera rozana
Tere bin din acha hota na
Tujshe alag ho jau mujshe hoga na
Tere siwa koi aur maine socha na
I will Go
Where you go
I will go
Where you go
I will go
Where you go
I will go
Where you
Tere liye sab kuch chahe le le meri jaan
Mere pass kaafi kaam par bas tujpe hai dhiyaan
Agar tu ho manzil toh dekh linge har anjaam
Main chodta nahi kisi ka hath jo lu tham

WRITERS

Nitish Jurel

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other