LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Aliyana

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
India to Indiana
Woh boli DM mein aana
Lahore se hai woh Aliyana
High rahu bina marijuana
India to Indiana
Woh boli DM mein aana
Lahore se hai woh Aliyana
High rahu bina marijuana

Helicopter udau jaise MSD
I'm 360 like ABD
Ghatak hai gati jaise mein Brett Lee
Mat kar mere samne comedy
Mein khud ek god mera khud ka religion
Fuck devil reloaded gun have fun
Kise pata kaun jaye heaven
Mere sab bros par lambo hai one
Yaad mere grade aate the A1
Yaad mujhe kare woh ab har dam
Angel number one zero seven
Mein shehzada koi bano begam
Mujhe bata agar hai koi fikar
Kaise maintian karti hai figure
Pehle jayegi club aur phir ghar
Party karni hai tujhe din bhar

Ali ali ali ali ali ali ali yana
Ali ali ali ali ali ali ali yana
Ali ali ali ali ali ali ali yana
Ali ali ali ali ali ali ali yana

Body language like katrina
Tere bina zindagi kat rahi na
Dur reh jinhe teri kadar hi na
Tere siwa kisi ki khabar hi na
Tere shauk bade mehange chahiye prada
Jana kahan Las Vegas Nevada
Maine de di zuban mein baat nibhata
Make up ke liye tujhe kisne kaha tha
Bina make up ke khub lage sabko pata tha
Jaldi se kar apna bag pack
Leke aaya hu mein Maybach
Maybach ke ander aayi ek snack
Shuruwat karu toh na leta break
Hit diye maine back to back
Issliye Har koi kehne laga mujko drake
Mujhe ache se karni aati hai dekh rekh

India to Indiana
Woh boli DM mein aana
Lahore se hai woh Aliyana
High rahu bina marijuana
India to Indiana
Woh boli DM mein aana
Lahore se hai woh Aliyana
High rahu bina marijuana

WRITERS

Nitish Jurel

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

LyricIQ Analysis

Top Emotion

Enjoyment

Sentiment
Thumbsup Icon
Theme

Sexual