Tooti saari dewaarain hain
Sab main hi tou drardain hain
Zulm ke hi hum maaray hain
Buland sabki awaazain hain
Iss jaal main mein hoon phassa
Uss din se hai khoon behta
Garajtay kaalay baadal hain
Jang ka faaateh hi kaatil hai
Tooti saari dewaarain hain
Sab main hi tou drardain hain
Zulm ke hi hum maaray hain
Buland sabki awaazain hain