Kya kamaal hai ye hara hara maal
Sab dekhliye sabki samajhli chaal
Meri gaddi saalo se rakhi maine sambhal, yeah
Saalo se rakhi maine sambhal, yeah
Jo beef maange uski maa ka
Chaaku bahar crystal kaata
Dikhe hallucination nervous hote saath ke ye
Karlu mai xanny bhule saari jo samaj ki mai
Mai Maya jaanu, jaanu kaise ye Miraj gire
Saalo se khaali aankhe meri jab ye lal dikhe
Ho jate ye dheele par rolling mei tez
Mai karke line-e cheete se tez
Mai dikha dun dhua jisme khojate bhes
Vo dekhe roz mujhe, kaano me pods
Malana joint haath me, point baat me meri
Mein kyu hi chhupa lu mein high hu
Bajta gaano pe jese mein Kaiju
Parche me dikhte jo fate nazare
Mein chahu bas ji lu vo saare k saare
Mein chahu bas ji lu vo saare k saare
Maine kuch khoya, mai firse nashe mei
Mai yaaro ke birthday pe, mai firse nashe mei
Mai jaanu bhi na unko, itne nashe me
Mai rehta na sober, mai har dum nashe mei
Kya kamaal hai ye hara hara maal
Sab dekhliye sabki samajhli chaal
Meri gaddi saalo se rakhi maine sambhal, yeah
Saalo se rakhi maine sambhal, yeah