Dil mein yeh kaisa raaz hai
Iski dhadkane ik saaz hai
Gumshuda khudki talaash mein
Hoon main chal padha kis raah pe
Apne hi dhun aur raag mein
Rooh mein hai yeh sama raha
Sun zara abh tu bhi mere sang chal zara
Yeh jahan ki kashish kaisi hai tu bhi aazama
Hai toh yeh wahi duniya bass badala hai nazariya
Mita ke darr saare abh mujhko mil gaya
Dil ke raazon mein basa saaz ban khuda
Rooh mein hai yeh sama raha