LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

No Limits (Freestyle)

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Kaala h aasmaan me baadlo me
Ek goat pala h in paaglo me
Inhe hosh nhi pale ye saadhno me
Tum thook k waapis yaha chaat loge
Mere halak ki baat h narak ye saath h
Choduga saase ye marne k baadme
Lagege shraap ye marege naastik
Chdega upr to bharegi saare
Bande saare dheet h aankho me jo dream h raato me scene
Ek laakho me piece h
Mic pe aake udaate hum seesh ye
Prime pe aake chamkaate hum sheeshe
Sharp h kalam lu aake me baato se noch
Mehnat to kr rha baate tu chod
Bahano ki tune banadi h lore
Chdega upr to machega gore
Goli incho ki inke dimaag me bharte ye cavity aake jo raat me
Gravity niche kheeche inko haath me
Banege prodigy kaise ye laakh me
Inki to modest hi itni personality
Lgte clown jo parche baat te
Wipe me kru inhe ek round kalam me goli meri chle tha tha tha
Mere juto me paani bhara
Me ruk hi nahi paa rha hu
Booth me aake ha bhooth bana du
Saanse liye bina ruk hi nahi paa rha hu
Baate me teri too much hi magar h
Agar ye lagan ye degi fakar ha
Nazam banegi to nazar lgegi
Kalam se baate naram lgegi
Gira bhot baar kabhi kara backdown
Thaka bhot kabhi kara mene sat down nahi
Aare compliments ab confidence up sab confidential
Sapne mere taapu ab continent
Khau continental
Apocalypse bana zombie temple
Adolescent yaha bhot h mental na h gentle
2 ke kare 10 ye gender
Marne ke baad sab price kre pay hi
Par tere mene dekhe abhi cheques lately (straight up)
I just gotta a feeling i don't hang around with loser
And i started loosing people and that shit healed my bruises
Phle wounded tha ab sapno se hu waaqif apne mindset se me bounded hu
Aankho me h aasman pr andr se me grounded hu
Aaja compete kru
Tujhe baato se apni me heal kru
Mujhe niche khiche mere apne
Todu me to curse ki chain aur lead kru
Me knees pr hu aasman me
Bhagwaan ke me saamne
Vo kalam ko ha dera meri haq ki pehchaan ye
Now i don't lack discipline i do backed my verse
And I'll fall again but won't my blame luck
(Yeah)
Kaame haame naa me haame bahaane maare aage aake
Din badle nahi kyuki sin tere aage aare
Gin din bin win
I'm tryna sync in
Liable nahi tera weed waala sick shit
Ho gya hu vikasit
Krega kya tu yaha hate likh ke
Nikal gya ab me snake pit se
Tera fate bate kre satan aim
Mera fatal aim kre case close

WRITERS

Harman Deep

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

LyricIQ Analysis

Top Emotion

Anger

Sentiment
Thumbsup Icon
Theme

Coarse Language