Darne laga hu meri parchhaayi se se ay
Na pasand mujhe dekhne ab aayine ne ay
Sometimes I wonder that why am I like this
Mann karta nahi ab dekhne ko aayine mein ay
My friends know that I need me some guida aa ance
Tabhi dobara dekh paaunga aayine mein main
Nahi pata kaise bann gaya
Wondering what went wrong
To be jo main nahi si jammeya
Mann mein sochu ki main karu kyun jo bhi karu main
Daru na kyun kabhi main inn consequences se
Galat kaam karu poore confidence se main
Toh papa mujhe bolein tujhme common sense nahi hai
Kyun? common sense nahi hai
Chalu main jo kadam pe kadam
Poori neeche se paaon ki meri ab hai chamdi chhill gayi
Akal aayi tab jab meri duniya hill gayi
Main kisi ki bhi but I miss my mother now
Now that she's not around
Main boht lada hu unse aur sach kahu toh I'm
Not proud of the man I've become
Man I've become so reluctant to love
Aur dikhe mujhe woh sab jo na dikha kabhi tha
Bas ek wohi thi jisne meri zindagi mein mujhe kabhi kiya nahi naa
Teri khaamoshi khaaye mujhe
Band kamre mein baithe hue
Hain main aur yaadein kayi
Teri baatein sataaye mujhe
Darne laga hu meri parchhaayi se se ay
Na pasand mujhe dekhne ab aayine ne ay
Sometimes I wonder that why am I like this
Mann karta nahi ab dekhne ko aayine mein ay
My friends know that I need me some guida aa ance
Tabhi dobara dekh paaunga aayine mein main