Iss EP ke sabhi paatra kalpanik hain
Aur iss EP ki kisi bhi cheez ka vastavikta se
Kisi bhi prakaar se koi lena dena nahi hai
Iss EP ko banaane ka udeshya kisi ki bhawnaao ko thes pohnchaana nahi hai
It is all just dark humor
Bhavishya mein agar koi KrazyCLIP EP se prerit ghatnaayein sampann hoti hain
Toh uske liye mqsd ki koi zimmedaari nahi hogi
Jaise aap darshak log filmo ko filmo ki tarah dekhte hain
Umeed hai aap iss EP ko bhi ussi prakaar se sunenge
Aur main kehta hu I like gay men
Even my girlfriend is one
Aur woke feminists ki toh main jitni taareef karu utni kam hai
Toh lagaayiye apne headphones ya fir on kijiye speakers
Aur uthaayiye lutf KrazyCLIP EP ka