Aankhe teri ye zehri aankhe
Muje to mujhse ye loot jaye
Aankhe teri ye zehri aankhe
Muje to mujhse ye loot jaye
Pal pal bholapan tera hal pal
Mujhe ye behosh kiye jaye
Chehra ye aasmaa se gehra
Ki tuje koi jaan hi na paye
Jab se tujhme rab hai paya
Vishvas mera na rab me raha
Ab to lage pariya bhi jhooti
Lab thhe tere laal gulaab
Jjinhe chhona bhar thha mera khwaab
Havas ne meri bhula diya thha
Kaatein bhi hote hai saath
Mehke tera tan ye chandan
Itra badan ka jab ho sangam
Aise jal se tu kar le bandhan
Aankhe teri ye zehri aankhe
Muje to mujhse ye loot jaye
Aankhe teri ye zehri aankhe
Muje to mujhse ye loot jaye