Main wait kar raha kafan ka, yeh kehte mereko lafanga
Let me explain, gale mein hai kyun fanda
Aakhir main kyun poochu har baar haal sabke
Kya maine le rakha hai yahan theka sabka
Wait kar raha kafan ka, yeh kehte mereko lafanga

Baatein kyun kahun main meri yahan logon se
Jin logon ko mere na hone se bhi farak nahi ab
Toh mera rab kyun dekhe jaa raha mujhko kabse
Hai mere sab, woh chahta aisa maan lo sach mein
Par mujhko lagta nahi kyun ki koi yahan saath de raha
Kisko pata paani mein zeher woh milakar de raha
Woh jaanleva par accha dikhta saamne sabke
Kisko pata mere liye woh planning kar raha kabse
Wait kar raha kafan ka, yeh kehte mereko lafanga
Let me explain, gale mein hai kyun fanda
Aakhir main kyun poochu har baar haal sabke
Kya maine le rakha hai yahan theka sabka
Wait kar raha kafan ka, yeh kehte mereko lafanga
Let me explain, gale mein hai kyun fanda
Aakhir main kyun poochu har baar haal sabke
Kya maine le rakha hai yahan theka sabka
Kaise trust karu kisi pe ya love karu kisi se
Sab saamne acche par yeh nakli bande cheesy se
Aankhein khulti sabki jab yeh waar hote peeche se
Chehre itne saare ki yeh lagte mujhko easy share
Inko transfer udhar karu idhar se
Main ghar pe land karke kaat dunga laser se
Toh bachke raho jo baaton se na sehmat hai
Dua karo khuda se ki tumko rehmat de
Aasan lagta jitna utna yeh sab hota nahi hai
Malik-ul-maut kehte aaj tujhe uthna nahi hai
Yeh paani gehra par usme mujhko doobna nahi hai
Yeh nakli chehra par usko aur ghoorna nahi hai