Ye aarzoo mere dil ki hai
Ek baar baahon mein aa zara
Choolu tujhe main iss kadar
Lekin tu nahi aas paas kahin bhi
Main darbadar bhatak raha
Yaadein sataye yaadein sataye
Har pal rulaye har pal rulaye
Kabhi jo teri uljhi zulfon ko
Sawara nihara maine tere chehre ko
Kabhi jo teri uljhi zulfon ko
Sawara nihara maine tere chehre ko
Teri baahein mera ghar thi
Jismei mai simat raha tha
Tere aanchal mein guzra tha
Mere saare khwabon pe adhera saja diya
Mujhe firse ek baar tune tanha bana diya
Yaadein sataye yaadein sataye
Har pal rulaye har pal rulaye