Ye zindagi bhi khwab si lage
Par tu na mere khwab me rahe
Saath rahe ke tu bhi yaad si lage
Khush tu mere baad bhi lage
Rahene laga hu bhi mai akela
Sharaab mujhe paani si lage
Koi kyu nahi karta pyaar ye mujhe?
Chahiye tera sath, hathon me haath
Tu na mere sath, toh ho jaun raakh
Manzoor na khule meri aakh agar uthun subha aur na dikhe tera ye chehra
Tere saare zakham lelu aaj
Par fir bhi tu na kare mujhe yeh pyaar
Iss sawaal ka dede tu jawaab
Ki kya mujhme bhi dikhti hai tujhe khaamiyan
Agar chahti tu na mujhe toh
Teri aakhon ke saamne bhi na rahun
Mai na darun, mai na marun
Mai malke chale jaunga aisi yaad banu?
Na zindagi mai apni tabah karu
Ye zindagi bhi khwab si lage
Par tu na mere khwab me rahe
Saath rahe ke tu bhi yaad si lage
Khush tu mere baad bhi lage
Rahene laga hu bhi mai akela
Sharaab mujhe paani si lage
Koi kyu nahi karta pyaar ye mujhe?
(koi bhi na pyaar ye kare)
(koi bhi na pyaar ye kare)
(koi bhi na pyaar ye kare)
(koi bhi na pyaar ye kare)